Saturday, October 20, 2007

Aashiqui



Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana
Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana
Tumse Milkar Tumko Hai Bataana

Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana
Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana
Tumse Milkar Tumko Hai Bataana

Jabse Tujhko Dekha Dil Ko Koi Aaraam Nahin
Mere Hothon Pe Ek Tere Siva Koi Naam Nahin
Apna Bhi Haal Tumhare Jaisa Hai Saajan
Bas Yaad Tujhe Karti Hoon Aur Koi Kaam Nahin
Ban Gaya Hoon Main Tera Deewana
Dheere Dheere Se Dil Ko Churaana

Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana

Tune Bhi Aksar Mujhko Jagaya Raaton Mein
Aur Neend Churayi Meethi Meethi Baaton Mein
Tune Bhi Beshak Mujhe Kitna Tadpaya
Phir Bhi Teri Har Ek Ada Par Pyaar Aaya
Aaja Aaja Ab Kaisa Sharmaana
Dheere Dheere Se Dil Ko Churaana

Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana
Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana
Tumse Milkar Tumko Hai Bataana .

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^


Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise Zindagi Ke Liye
Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise Zindagi Ke Liye
Zindagi Ke Liye
Zindagi Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye

Jaam Ki Zaroorat Hai Jaise
Jaam Ki Zaroorat Hai Jaise Bekhudi Ke Liya
Haan Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye

Waqt Ke Haathon Mein Sabki Takdeerein Hain
Waqt Ke Haathon Mein Sabki Takdeerein Hain
Aaina Jhootha Hai Sachee Tasveerein Hain
Jahan Dard Hai Vahin Geet Hai
Jahan Pyaas Hai Vahin Meet Hai
Koi Na Jaane Magar Jeene Ki Yahi Reet Hai
Saaz Ki Zaroorat Hai Jaise
Saaz Ki Zaroorat Hai Jaise Mausiki Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye

Manzilein Haasil Hain Phir Bhi Ek Doori Hai
Bina Humraahi Ke Zindagi Adhoori Hai
Milegi Kahin Koi Raahguzaar
Tanha Katega Kaise Ye Safar
Mere Sapne Ho Jahan
Dhoondhoon Main Aisi Nazar
Chaand Ki Zaroorat Hai Jaise
Chaand Ki Zaroorat Hai Jaise Chaandni Ke Liye
Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye
Saanson Ki Zaroorat ...

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^

Main Duniya Bhulaa Duungaa, Teri Chaahat Mein
O Dushman Zamaanaa, Mujhe Na Bhulaanaa
Main Khud Ko Mitaa Duungaa Terii Chaahat Mein

main Duniyaa Bhulaa Duungii, Terii Chaahat Mein
Teraa Saath Chhuutaa, Ye Vaadaa Jo Tuutaa
Main Khud Ko Mitaa Duungii, Terii Chaahat Mein
Main Duniyaa Bhulaa Duungaa ...

Merii Saansen, Terii Kushabuu
Mere Dil Mein, Terii Dhadakan
Merii Mahafil, Terii Baaten
Merii Aankhen, Tere Darapan
bin Tere Kuchh Bhii Nahiin Main
Main Har Gam Uthaa Luungii ...
Main Duniyaa Bhulaa Duungaa, Terii Chaahat Mein

Siine Se, Lag Jaa Tuu, Main Huun Teraa, Diivaanaa
Mujhe Tujhase, Milane Se, Rokegaa, Kyaa Zamaanaa
chodungaa Na Saath Teraa
Main Saba Kuchh Lutaa Duungaa ...


^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas

Betaabi Kya Hoti Hai Poochho Mere Dil Se
Betaabi Kya Hoti Hai Poochho Mere Dil Se
Tanha Tanha Lauta Hoon Main To Bhari Mehfil Se
Mar Na Jaoon Kahin
Mar Na Jaoon Kahin Hoke Tumse Juda

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas

Tanhai Jeene Na De Bechaini Tadpaaye
Tanhai Jeene Na De Bechaini Tadpaaye
Tumko Main Na Dekhoon To Dil Mera Ghabraye
Ab Mujhe Chhodke
Ab Mujhe Chhodke Door Jaana Nahin

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Koi Rehta Hai Vo Ho Tum

Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas

Koi Rehta Hai Vo Ho Tum

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^


Tu Meri Zindagi Hai
Tu Meri Har Khushi Hai
Tu Hi Pyar Tu Hi Chaahat
Tu Hi Aashiqui Hai
Tu Meri Zindagi Hai
Tu Meri Har Khushi Hai...

Pehli Mohabbat Ka Ehsaas Hai Tu
Bujh Ke Jo Bujh Na Paai, Vo Pyaas Hai Tu
Tu Hi Meri Pehli Khwahish
Tu Hi Aakhri Hai
Tu Meri Zindagi Hai
Tu Meri Har Khushi Hai...

Har Zakhm Dil Ka Mere, Dil Se Dua De
Khushiyaan Tujhe Gham Saare, Mujhko Khuda De
Tujhko Bhula Na Paaya
Meri Bebasi Hai
Tu Meri Zindagi Hai
Tu Meri Har Khushi Hai...

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^


No comments: