Wednesday, November 4, 2009

Main aurr Mrs Khanna


Don't Say Alvida

Ajeeb ittefaq hai
Kya mulaqat hai

Ajeeb ittefaq hai
Kya mulaqat hai


Mil gaye aaj phir
Koi to baat hai
Takaluf chodiye
Aji Tarruf kijiye

umm
Takaluf chodiye
Aji Tarruf kijiye


Aaye aur chale diye

Dont say alvida

Dont say alvida

Dont say alvida

Na kaho Alida

Dont say alvida

Dont say alvida

Dont say alvida

Na kahon Alivda

**********************************************

Chalte chalte raahon mein
Rukne laga hoon

Aisa to nahi tha
jaisa ho gaya hoon

Ummm

Chalte chalte raahon mein
Rukne laga hoon
Aisa to nahi tha
Jaisa ho gaya hoon

Aaye hawa to milun muskura ke
Kisse sunaau karun teri baatein

JAne kyun lagta hai yeh sapna
Kyun koi ho raha hai apna

Aise kyun kho rahi duniya
Kyun lage abb nahi hoon tanha

Takaluf chodiye
Aji Tarruf kijiye


Aaye aur chale diye

Dont say alvida

Dont say alvida

Dont say alvida

Na kaho Alida

Once upon a time
Once upon a time i was so loast and all alone
Then you brought sunshine to my life
Made me your own

Im so afraid that i dont wanna ever let go
Of this special feeling no no


Shiqwa nahi hai tujhse shikayat nahi hai
Teri har baat mujhko acchi lagti hai

Shiqwa nahi hai tujhse shikayat nahi hai
Teri har baat mujhko acchi lagti hai

Dekhun jo mud ke darta hai yeh dil
Kahin raston pe kho na jaye manzil

Tera yun karam hai
Dil mera todna kasam hai
Tere bin tanha tanha hum hai

Ruk ja zindagi kasam


Takaluf chodiye
Aji Tarruf kijiye


Aaye aur chale diye

Dont say alvida

Dont say alvida

Dont say alvida

Na kaho Alida

Dont say alvida

Dont say alvida

Dont say alvida

Na kahon Alvida

**********************************************

Rabba Hai Rabba


Rabba hai rabba
Rabba hai rabba

Kisi da tu kya laage
Lo tute kache dhaage

Phire dil mara mara
Yaar da tuta sahara
Kyun hai bhala Ye dooriyan
Kyun hai Khala ab Darmiyan

Rabba tu itna bata de
Haan bata de baata de raaba
Ki Kara main hoon ki kara ve
Lyricsmasti.com
Haan bata de baata de rabba


Bhaga bhaaga phirta hai yeh dil
Hai jaane aisi kya hain mushkil

Tere bina jeena nahi hai
Tu to meri saason mein shaamil
Ho teri duhaiya tere sadke soniya
De de rehaiya mainu dil se soniya

Dil ka kahi hai kya sahara
Kyu hai bhala ye dooriyaan


Rabba tu itna bata de
Haan bata de baata de raaba
Ki Kara main hoon ki kara ve
Lyricsmasti.com
Bata de baata de rabba


Tere bina jiya na mora laga tere bina
Tere bina jiya na mora lage tere bina
Jiya na laage

Rootha rootha rehta hain yeh maan
Hai jaane aisi kya hain uljhan
Tere bin hasta nahi hai
Jaane mere kyun hai dushman
Ho meri tanhaiyan dase mujhko soniya
Hogi ruswaiya tere dil ki soniya
Mere nahi hai ab gujara
Kyun hai bhala yeh dooriyan

Rabba tu itna bata de
Haan bata de baata de raaba
Ki Kara main hoon ki kara ve
Bata de baata de rabba

Rabba hai rabba
Rabba hai rabba
Rabba hai rabba
Rabba hai rabba

**********************************************

Tum ne socha

Pyaar ka vada
Hum kabhi tod de

Tumne socha tumne socha
Tumne socha socha yeh kaise

Hum kabhi tumse mooh
Tumse mood mod le
Tummne Socha tumne socha
Tumne socha socha yeh kaise

Oh o oh o oh o ohoo

Pyaar ka vaada

Bhool ke bhi tumko na
Bhoolayenge sanam
Pyaar ek pal bhi na
Dil se kabhi hoga kam
Humne bhi to tumko apna mana sanam
Jaan chali jaaye Chahe jaan ki kasam
Lyricsmasti.com

Jo bhi vaada
vaada kiya
Woh nibayeene hum
Bich raahon mein sath tere
Hum kabhi chood de
Hum kabhi aur dil se dil jod ke

Tumne socha tumne socha
Tumne socha socha yeh kaise
Tummne Socha tumne socha
Lyricsmasti.com
Tumne socha socha yeh kaise

Sang sang mere sang chal mere saathiya
Chule aasman ko ab bas mein nahi hain jiya
Rang rang tere rang mein tune mujhe rang liya
Khud ko main bhool gayi yeh tune kya kiya

Rang yeh chutega nahi
SAng yeh tutega nahi
Bhool ke bhi hum tera dil
Haan tera dil tod de
hum kabhi tumse mooh
Tumse mood mod le

Tummne Socha tumne socha
Tumne socha socha yeh kaise
Tumne Tumne socha yeh kaise
Oh o oh o oh o ohoo
Oh o oh o oh o ohoo

**********************************************

Happening

Hum Ishaaron se jaan le lein to
Aankhon ka woh kaam hai
Jisko kadmo main hum jagah dede
Uska aashiq naam hai


Nazron ki yeh aabroo hain
Jiska waar khali jaata nahin
Hum bala se kam kahin
Jo chahe humein woh aazmaan le

Yo yeah
Haapening
Yo happening
Haapening
Yo happening
Haapening
Yo happening


Mukhde pe tere haale jaise baaliyaan

Happening
Ho tune aankhon mein jo surma laga liya
Happening

Mukhde pe tere haale jaise baaliyaan
Happening
Ho tune aankhon mein jo surma laga liya
Happening

Wasla ki minat kare hai
Saare aashiq zid kare hain

oo Wasla ki minat kare hai
Saare aashiq zid kare hain

Gaal mein dimple pade hain
In mein kitne dil pade hain
Rakhlu Main Sab Sambhalke

Happening Yeah Happening


Mukhde pe mere haale jaise baaliyaan
Happening
oye hoye Mere Gaalo pe shapak jaise laaliyaan
Happening
yeah Happening
Happening
Aah Happening


Jahan se hum nikaltein hai
Wahan mausam badalte hain
Haawayein chum kar jaaye
Lyricsmasti.com
Sitaare saath chaltein hai
Humko karne de gulami
Dil mein apne rehne de
Lo ji karte hai salaami
Ab to apna kehne de
Aaye sabhi mere liye
Mere liye sabhi aayee
Jaan apne lutane ko

Happening Yo Happening
Happening


Mukhde pe tere haale jaise baaliyaan
Happening
Ho tune aankhon mein jo surma laga liya
Happening


Humare husn ka charcha
Zameeno aasman par hain
Farishtey bhi poochtein hain
Haseena tu kahan par hian
Apne dil mein o haseena
Humko mehmaan hone de
Hum bhi tere hain deewane
Hum pe eshaan hone de
Kabhi aana Mere gali
Meri gali kabhi aana
Lyricsmasti.com
Yeh Arz lagaaane ko

Happening Yo Happening
Happening

Mukhde pe tere haale jaise baaliyaan
Happening
Ho tune aankhon mein jo surma laga liya
Happening

Takkabur hum kisika bhi kahan nazron mein rakhte hain
Mohabbat ko tumhi jaise
Sada kadmo mein rakhte hain
Humse zameeno aasman khae
Tumse haseen na koi hain
Tumse hawaaon mein uda kare
Jinki zameen na koi hain
Humne bulaya nahi humne sikhaya nahi
Apne khata nahi ssacchi mein
Tumne bulaya use tumne milaya use
Dungi sara tumhein acchi main
Aaj inki hai shaamat bhool jaayenge shararat
Ab to chalti hun khuda hafiz main karti hoon

Happening Happening
Happening Happening
Not Happening !

**********************************************


No comments: